Galtiya kuch hui hai humse, Mafiyan kuch maangni hai tumse, kuch khwaishe dabb ke reh gyi, kuch yaaden ankho se beh gyi, kabhi thoda waqt nikal kar is dushmani ka hisaab kar dena, Hamari khuhsiyo ke badle apne kuch dard de dena, Galtiya kuch hui hai humse, mafiya kuch maangni hai tumse.
Laxmi Maurya